Chahun Main Ya Naa-Palak Muchhal

Chahun Main Ya Naa

歌手:Palak Muchhal

专辑:Arijit's Aura

时间:2024-11-05

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Chahun Main Ya Naa - Palak Muchhal

Lyrics by:Irshad Kamil

Composed by:Irshad Kamil

Produced by:Jeet Ganguly

Tu hi ye mujhko bata de

Chahun main ya naa

Apne tu dil ka pata de

Chahun main ya naa

Tu hi ye mujhko bata de

Chahun main ya naa

Apne tu dil ka pata de

Chahun main ya naa

Itna bata doon tujhko

Chaahat pe apni mujhko

Yun tto nahi ikhtiyaar

Phir bhi yeh socha dil ne

Ab jo laga hoon milne

Poochhu tujhe ek baar ooo

Tu hi ye mujhko bata de

Chahun main ya naa

Mmm apne tu dil ka pata de

Chahun main ya naa

Aisi kabhi pehle

Hui naa thi khwaahishein

Ooh kisi se bhi milne

Ki naa ki thi koshishein

Uljhan meri suljha de

Chaahun main ya naa

Aankhon aankhon mein jataa de

Chaahun main ya naa

Mere chhote chhote khwaab hain

Khwabon mein geet hain

Geeton mein zindagi hai

Chaahat hai preet hai

Abhi main na dekhoon khwaab woo

Jin mein na tu mile

Le khole honth maine

Ab tak the jo sile

Mujhko na jitna mujh pe

Utna iss dil ko tujh pe

Hone laga aitbaar

Tanha lamhon mein apne

Bunti hoon tere sapne

Tujhse hua mujhko pyaar ooo

Poochungi tujhko kabhi naa

Chaahun main ya naa

Tere khaabon mein ab jeena

Chaahun main kyun naa

Tu hi yeh mujhko bata de

Chahun main ya naa

Apne tu dil ka pata de

Chahun main ya naa

展开显示全部歌词