Woh Pehli Baar (From

Woh Pehli Baar (From"Pyaar Mein Kabhi Kabhi")

时间:2021-02-12

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Woh Pehli Baar (From"Pyaar Mein Kabhi Kabhi") - Vishal Dadlani/Shiraz/Samrat/Shaan

Written by:Vishal Dadlani/Shiraz/Samrat/Raj Kaushal

Woh pehli baar

Jab ham mile

Hathon mein haath

Jab ham chale

Hogaya yeh dil deewana

Hota hai pyar kya

Kisne jaana

Teri aankhon mein jannat

Basa ke chala

Teri zulfo ki chauv mein

Chalta chala

Tere naino mein chain

Tere lab pe khushi

Tujhko hee main mohobbat

Bana ke chala

Woh pehli baar

Jab ham mile

Hathon mein haath

Jab ham chale

Hogaya yeh dil deewana

Hota hai pyar kya

Kisne jaana

Teri aankhon mein jannat

Basa ke chala

Teri zulfo ki chauv mein

Chalta chala

Tere naino mein chain

Tere lab pe khushi

Tujhko hee main mohobbat

Bana ke chala

Woh pehli baar

Jab ham mile

Ho gaye shuru

Yeh silsile

Hogaya yeh dil deewana

Hota hai pyar kya

Kisne jaana

Khilti kaliyon mein dhundhu bas tere disha

Main na jaanu hai aakhir yeh kya karva

Tujhe dekhu to aaye

Lab pe khushi

Khuda na kare ho kabhi duriya

Woh pehli baar

Jab ham mile

Hathon mein haath

Jab ham chale

Hogaya yeh dil deewana

Hota hai pyar kya

Humne jaana

Hogaya hun mai pagal

Ab tere liye

Tere bin dil bechara yeh kaise jeeye

Maine khoke hai chain payee tujhme khushi

Tu banni jaane jaana

Meri zindagi

Woh pehli baar

Jab ham mile

Hathon mein haath

Jab ham chale

Hogaya yeh dil deewana

Hota hai pyar kya

Humne jaana

Woh pehli baar

Jab ham mile

Hathon mein haath

Jab ham chale

Hogaya yeh dil deewana

Hota hai pyar kya

Humne jaana

Woh pehli baar

Jab ham mile

Hathon mein haath

Jab ham chale

展开显示全部歌词