
时间:2017-04-14
在手机上保存,获得更好体验
Mere baba ki booty
Hai jo anuthi
Moh tyaag de
Kyunki dunia saari jhuthi
Bam bam bam bam bam bam bam
Dum ko nashe me kyun mila rahe hain hum -2
Mere baba ki booty
Hai jo anuthi
Moh tyaag de
Kyunki dunia saari jhuthi
Bol dam dam dam dam dam dam damru baaje
Baba milenge unko neend se jo bhi jaage - 2
Dhyan lagao thoda dil se bulaao
Baba bhole bade hai kya nashe me tum pade ho jaao - 2
Mere baba ki booty
Hai jo anuthi
Moh tyaag de
Kyunki dunia saari jhuthi
Bam bam bam bam bam bam bam
Dum ko nashe me kyun mila rahe hain hum -2
Mere baba ki booty
Hai jo anuthi
Moh tyaag de
Kyunki dunia saari jhuthi