Chupke Se-Sadhana Sargam
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Chupke Se - Sadhana Sargam (萨达纳·萨格姆)

Written by:Ajay Singha/Gulzar

Doston se

Doston se jhootee mootee doosaron

Ka naam le ke phir meree baatein karnaa

Yaaraa raath se din karnaa

Lambee judaayee teree badaa

Mushkil hai aahon se dil bharnaa

Yaaraa raath se din karnaa

Kab ye pooree hogi door ye dooree hogi

Kab ye pooree hogi door ye dooree hogi roz safar karnaa

Yaaraa raath se din karnaa

Chupake se chupake se raath ki chaadar thale

Chaand kee bhee aahat naa ho baadal ke peechhe chale

Jale kataraa kataraa

Gale kataraa kataraa

Raath bhee naa hile aadhee aadhee

Raath bhee naa hile aadhee aadhee ye

Chupake se lagje gale raath kee chaadar thale

Farvaree ki sardiyon ki dhoop mein

Moondee moondee ankhiyon se dekhanaa

Haath kee aad se

Neemee neemee thand aur aag mein

Haule haule maarvaa ke raag mein

Meer kee baath ho

Din bhee na doobe raath naa aaye shaam kabhee na dhale

Shaam dhale to subah naa aaye raath hee raath chale

Chupake se chupake se raath kee chaadar thale

Chaand kee bhee aahat naa ho baadal ke peechhe chale

Doston se jhootee mootee doosaron

Ka naam le ke phir meree baatein karnaa

Yaaraa raath se din karnaa

Lambee judaayee teree badaa mushkil hai aahon se dil bharnaa

Yaaraa raath se din karnaa

Kab ye pooree hogi door ye dooree hogi

Kab ye pooree hogi door ye dooree hogi roz safar karnaa

Yaaraa raath se din karnaa

Tujh bina pagalee ye purvayee

Tujh bina pagalee ye purvayee

Aake meri chunari mein bhar gayee

Tu kabhee aise hee

Gale lag jaise ye purvayee

Aa gale lag jaise ye purvayee

Saathiya sun tuu

Kal jo mujhuko neend naa aaye paas bulaa lena

Godi mein apnee sar rakh lenaa loree sunaa denaa

Chupake se lagje gale raath ki chaadar thale

Chaand kee bhee aahat naa ho baadal ke peechhe chale

Jale kataraa kataraa

Gale kataraa kataraa

Raath bhee naa hile aadhee aadhee

Raath bhee naa hile aadhee aadhee ye

Chupake se lagje gale raath ki chaadar thale

Chaand kee bhee

Aahat naa ho baadal ke peechhe chale

展开显示全部歌词