
在手机上保存,获得更好体验
Aye ladki dikha na attitude
Achche se jaan le mujhko tu
Main tera honewala bf hun
Main tera honewala bf hun
Shaqal dekh aaine mein thu thu thu
Mera bf hoga, thoda bachan jaisa
Thoda akhshay, thoda hrithik, jigar hoga salman ka
Varun dhawan, aur thoda sidhharth malhotra
Ranvir singh aur ranveer kapoor ka combo bhi hoga
Ye bf hai ki ghoda bakri ka koi mixture
Issse achcha mujhe chun lo, main hero ek number
Aye ladki, aqal laga le tu
Achche se jaan le mujhko tu
Main tera honewala bf hun
Main tera honewala bf hun
Shaqal dekh aaine mein thu thu thu
Meri katrina bhi tu hai, meri aliya
Shradhha kapoor bhi tu hai, aur meri deepika
Kriti sanon aur sonam kapoor sonakshi aur jacquiline
Tu hi meri dil ki rani, ultimate heroine
Jaa be jaa , daana na daal, main hun sakht laundiya
Jaake pehle nahake aa fir karna baatein ghatiya
Aye ladki, kya item hai re tu
Ab toh keh de, mujhko I love you
Main tera honewala bf hun
Main tera honewala bf hun
Main tera honewala bf hun
Main tera honewala bf hun
Achcha sochungi main
Peeche mat pad tu