Ek Taraf Uska Ghar (Album Version)-Pankaj Udhas

Ek Taraf Uska Ghar (Album Version)

歌手:Pankaj Udhas

时间:2012-01-01

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Teri nigaah se aisi sharab pi maine ki phir na hosh ka daava kiya kabhi maine

Woh aur honge jinhe maut aa gayi hogi nigaahen yaar se paayi hai zindagi maine

Ai gam e zindagi 2 kuchh to de mashwara

2

Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada 2

Main kaha jaaun hota nahi faisala

Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada 2

Ek taraf baam par koi gulpham hai ek taraf mehfilen bada o jaam hai 2

Dil ka donose hai kuchh na kuchh hai vaasta

Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada 2

Usake dar se utha to kidhar jaaunga maikada chhod dunga to main marr jaaunga 3

Sakht mushkil mein hoon kya karu ai khuda

Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada 2

Zindagi ek hai aur talabgar do jaan akeli magar jaan ke haqdaar do 2

Dil bata pehele kiska karu hak ada

Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada 2

Is taaluk ko main kaise todu jafar kisko apanaau main kisako chodu zafar 3

Mera donose rishta hai nazdik ka

Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada 2

Ai gam e zindagi 2 kuchh to de mashwara

2

Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada 2

Main kaha jaaun hota nahi faisala

Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada 2

展开显示全部歌词