Bhitar hua hai sab teetar-beetar
Kahan hai raaste, main jaaun kidhar
Tum hi batao, kaun sa chadhun ab shikhar
Mujhko hai darr
Kahin jaaun na bikhar
Jo bachi hui hai thodi si
Kahin kho na jaaun woh qadar
Dil kehta hai
Baahar zara niklo toh
Dil kehta hai
Thoda sa bikhro toh
Dheeme dheeme hi bhala
Chhodo un shikharon ko
Dhoondte ho tum kahan, wahi toh hai har jagah
Dard mein, sukoon mein bhi, rehta woh fizool mein bhi
Nadiyan, pahaad wahi hai, shor mein bhi
Bhitar bhitar sab karein, bhitar gaya na koye
Band aankhon ke pardon mein, saara jag hai soye
Yeh duniya hai bas darr ka dhandha, behte aansuon ko na milta kandha
Woh aate jaate bolte hain, raaz na kh