Mehabooba-Ravi Basrur
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Mehabooba - Ravi Basrur/Ananya Bhat

Lyrics by:Shabbir Ahmad

Composed by:Ravi Basrur

Jab tak hai zameen jab tak hai aasmaan

Tum mere hi raho bas itna hi armaan

Tujhe bandh loon mera chain

Jaise chand rahe baadal mein

Hum jachte hain aise jaise

Saje nain kaajal mein

Mehabooba main teri mehabooba

Mehabooba main teri mehabooba

Mehabooba main teri mehabooba

Mehabooba ho main teri mehbooba

Shuru ho rahi hain nayi manzilein

Nayi zindagi ka safar

Shaam rok de jahan chandni odh kar

Dhoop bikhri rahe jis jagah rait par

Is jahan se pare aa kahin hum chalein

Raat leti rahe apni chadar tale

Main gudiya ban jaaungi

Mere saath tu khelte rehna

Kabhi baahon mein jhoola jhulana

Kabhi dil se laga lena

Mehabooba main teri mehabooba

Mehabooba main teri mehabooba

Mehabooba main teri mehabooba

Mehabooba ho main teri mehabooba

展开显示全部歌词