Hungama
Vocals : Hasan Raheem / Abdullah Kasumbi
Composer : Hasan Raheem / Abdullah Kasumbi
Producer : Abdullah Kasumbi
Dikhay mujmain kya
Sab bhula chuka
Teray kehnay pay
Ab rehnay dain
Main thora mushkil sa
Ghum chupa chuka
Ab rehnay dain
Ham sehlaingay
But i gues she caught me off guard in the conversation
Chahti wo jawab uska dil impatient hai uska dil impatient hai
Uska dil huwa betaab ya Infatuation
Wo down thee janab to ayi usko yaad hai
Par meray dil main hungama
Koi sunay na sada Tu sunlena
Kyun meri yaad ayi haan
Dil main teri kya jaga meray liye
Already
Dil main hungama
Koi sunay na sada Tu sunlena
Kyun meri yaad ayi haan
Dil main teri kya jaga meray liye
Already told her lowkey kitna lost hun aj kal main
To saath chal ley saath chal ley
Humsafar na ban sakegi wo ye ham jaaney
Wo nai maney wo nai maaney
Ab konsi khata lay kay tum
Kaho gee ye muje that I should go my way
Aur konsi misaal daikay tum
Kaho gee ye muje that you don’t wanna stay
Par meray dil main hungama
Koi sunay na sada Tu sunlena
Kyun meri yaad ayi haan
Dil main teri kya jaga meray liye
Already
Dil main hungama
Koi sunay na sada tu sunlena
Kyun meri yaad ayi haan
Dil main teri kya jaga meray liye
Muje na samjha muje na samjha
Yehi ilteja yehi ilteja
Muje na samjha muje na samjha
Yehi ilteja yehi ilteja