
在手机上保存,获得更好体验
Intezaar Mein Produced By DJ Darsh (Waiting Mix) - Ayaz Ismail
Composed by:Ayaz Ismail
Dekha tujhe abhi
Door huye sabhi
Bandh gayi hai door
Sunayi de nahi shoor
Dabe paon aajana
Rooh pe yun chaa jana
Sabe hontho muskana
Sharmaana
Yaadon mein khoo jaana
Aankhon mein chaa jaana
Dhadkan par aajana
Sharmaana
Main tere intezaar mein
Khoya hoon main tere pyaar mein wo
Aaj vo chupke se abhi
Ho jaaye hum kahin bhi gum
Hooo
Wooh hooo
Wooo hooo
Hooo
Wooo hooo
Aparapapapare
Aankho se batein ki
Madhaym si ratein thi
Teri wo yaad aati
Wo rahti harpal saath
Rahta hoon main tanha
Yaad aata har lamha
Kori kori ye aankhein
Takti aab toh raat
Chanda aur taare bole
Aab toh meri tu hole
Mile phir dil haule haule ho
Aab jo main milunga tumse
Ek vaada lunga phir
Tera saath rahe bas mujhse
Aaja phir bahon mein
Dabe paon aajana
Rooh pe yun chaa jana
Sabe hontho muskana
Sharmaana
Yaadon mein khoo jaana
Aankhon mein chaa jaana
Dhadkan par aajana
Sharmaana
Main tere intezaar mein
Khoya hoon main tere pyaar mein wo
Aaj vo chupke se abhi
Ho jaaye hum kahin bhi gum
Hooo
Dekha tujhe abhi
Door huye sabhi
Aaah aaah