
在手机上保存,获得更好体验
Aye Dil Aye Deewane - Geeta Dutt
Written by:Majrooh Sultanpuri/O.P. Nayyar
Aye dil aye deewane
Aye dil aye deewane
Aye dil aye deewane
Aag laga li kyu daman me
O jalim chahat ke bahane
Aye dil aye deewane
Jurm nahi tha
Dil ka lagana
Samjha kab nadan jamana
Jurm nahi tha
Dil ka lagana
Samjha kab nadan jamana
Ek najar or kitni bate
Ek najar or kitni bate
Ek khamoshi lakh tufane
Aye dil aye deewane
Aag laga li kyu daman me
O jalim chahat ke bahane
Aye dil aye deewane
Ye to nahi hai
Teri manzil
Dur bahut hai
Apna sahil
Ye to nahi hai
Teri manzil
Dur bahut hai
Apna sahil
Armano ki najuk kashti
Armano ki najuk kashti
Lagi hai tufa se takrane
Aye dil aye deewane
Aag laga li kyu daman me
O jalim chahat ke bahane
Aye dil aye deewane