Nawabi-HEROHIND

Nawabi

歌手:HEROHIND

专辑:KADAM

时间:2024-06-20

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Sach bolu mujhme koi na kharabi

Meri nahi galti mere dost sharabi

Gadi me woofer puri door bharbharati

kamre me dhua sare bande hai nawabi

dost ko bhai bolne ki hai bimari

Farak na pade chaudhri ho ya tiwari

bar bar gaali Dene ki kharabi

Jeb me chillar shauk rakhe hai nawabi

ayy Nawabi

Nawabi

police bulaye farak na pade na jara bhi

ayy Nawabi

Nawabi

Gully ki aunty apni beti ko bachati

Nawabi

Nawabi

16 ka dola 16 laudo ko bhagati

ayy Nawabi

Nawabi

Baap garib beta layega bugati

oye nawabi

nawabi

dhundh ke maru

tu saas le jara bhi

ayy nawabi

nawabi

Oyeee mai Tera sala hu kya

Chate marke tujhe pala hu kya

Jane kyu mujhko wo jakad ke rakhti hai

Mai nikal jau sui dhagaa hu kya

Bete hum fan hai dumble ke

Tum pata nahi karte ho kambal me

Himmat apno se ayii hai

Daaru,a nasha phir Paisa padhai hai

Hum gane bajadenge road pe

Lip balm hata denge hooth se

Chain na mile uff jabse tu ayyii hai

Kya karu Teri bhabhi bindi lagai hai

Hum dyan kamai pe dete hai

Dhokebaaz yaha kabhi na dikhai de

Dard nahi hota jab wo mujhko bhagati

Dil Tod ke baithe hai sharabi

ayyy Nawabi

Nawabi

police bulaye farak na pade jara bhi

ayyy Nawabi

Nawabi

Gully ki aunty apni beti ko bachati

Nawabi

Nawabi

16 ka dola 16 laudo ko bhagati

ayy Nawabi

Nawabi

Baap garib beta layega bugati

展开显示全部歌词