Bahon Ke Darmiyan (Khamoshi The Musical / Soundtrack Version)-Alka Yagnik

Bahon Ke Darmiyan (Khamoshi The Musical / Soundtrack Version)

歌手:Alka Yagnik

时间:2012-01-01

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Bahon Ke Darmiyan (Khamoshi The Musical / Soundtrack Version) - Alka Yagnik/Hariharan

Written by:Jatin/Lalit/Majrooh Sultanpuri

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Jaane kya bole mann dole sunke badan

Dhadkan bani zubaan

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Jaane kya bole mann dole sunke badan

Dhadkan bani zubaan

Baahon ke darmiyaan

Khulte badn hote labhon ki ye ankahi

Khulte badn hote labhon ki ye ankahi

Mujhse keh rahi hai ki badhne de bekhudi

Mil yoon ki daud jaayein

Nas nas mein bijliyaan

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Jaane kya bole mann dole sunke badan

Dhadkan bani zubaan

Baahon ke darmiyaan

Aasmaan ko bhi ye haseen raaz hai pasand

Aasmaan ko bhi ye haseen raaz hai pasand

Uljhi uljhi saanson ki aawaaz hai pasand

Moti luta rahi hai saawan ki badliyaan

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Jaane kya jaane kya bole mann bole mann

Dole sunke badan

Dhadkan bani zubaan

Baahon ke darmiyaan

展开显示全部歌词