Manmauji-Usri Banerjee
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Manmauji - Usri Banerjee

Aaj toh khodo ji

Aaj toh khodo ji

Aaj toh khodo ji

Aaj dil manmauji

Aaj dil manmauji

Aaj dil manmauji

Aaj dil manmauji

Aaj dil manmauji

Aaj dil manmauji

Kaise karoon baat aaj ki raat halak mein

Dil haan hoga haan haan

Kaise karoon baat aaj ki raat halak mein

Dil haan hoga

Haye re khula hai baju band phata hai

Kaaj sambhal ke chalna hoga haan haan

Khula hai baju band phata hai

Kaaj sambhal ke chalna hoga

Aaj hum gaayenge

Aaj hum gaayenge prem pyar ke geet

Ye jag ki reet ko ab to hilna hoga

Balam se milna hoga

Aaj to hogi ras ki baat

Haath mein pakde unka haat

Aaj dil manmauji

Haye re bheegi dekho

Haye re man ki chidiya

Arrey ye phurrrrr

Kar ke jo baithi shaakh daal par

Arrey ye phurrrrr

Kar ke jo baithi shaakh daal par

Arrey ye phurrr phurrr phurrr

Kar ke jo baithi shaakh daal par

Raat mein jhingur bole

Sath mein sur sur bole

Raat ki baat bane saugat

Raat mein baat daal kar

Haye re hay hay hay hay hay ya

Tambu mein barat

Akeli jaat dare kya karna hoga haan haan

Tambu mein barat

Akeli jaat dare kya karna hoga haan haan

Khula hai baaju band phata hai kaaj

Sambhal ke chalna hoga

Haye re khula hai baaju band phata hai kaaj

Sambhal ke chalna hoga

Aaj dil manmauji

展开显示全部歌词