Maan Meri Jaan-King

Maan Meri Jaan

歌手:King

时间:2022-09-13

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Maan Meri Jaan - King

Lyrics by:King

Composed by:King

Main teri aankhon mein

Udaasi kabhi dekh sakda nahi

Tujhe khush main rakhunga sohneya

Main tere hothon pe

Khamoshi kabhi dekh sakda nahi

Saari baatein main sununga sohneya

Tere dil se na kabhi khelunga

Saare raaz apne main tujhko de doonga

Meri jaan toone mujhko paagal hai kiya

Mera lagda na jiya tere bagair

Tu maan meri jaan

Main tujhe jaane na doonga

Main tujhko apni baahon mein

Chhupa ke rakhunga

Tu maan meri jaan

Main tujhe jaane na doonga

Main tujhko apni aankhon mein

Basa ke rakhunga

Tu maan meri jaan

Tu maan meri jaan

Tu maan meri jaan

Main saya banke saath tere

Rehna 24 ghante

Main rehna 24 ghante

Tere bina dil lagda nahi

Main aankhon se chura loon jaana

Tere jo bhi gham the

Haaye tere jo bhi gham the

Tere bina dil lagta nahi

Meri baahon mein aake

Tu jaana nahi

Aisi rabb se main maangu dua

Tere dil se na kabhi khelunga

Saare raaz apne main tujhko de doonga

Meri jaan toone mujhko paagal hai kiya

Mera lagda na jiya tere bagair

Tu maan meri jaan

Main tujhe jaane na doonga

Main tujhko apni baahon mein

Chhupa ke rakhunga

Tu maan meri jaan

Main tujhe jaane na doonga

Main tujhko apni aankhon mein

Basa ke rakhunga

Tu maan meri jaan

Tu maan meri jaan

Tu maan meri jaan

Maan meri jaan

Tu maan meri jaan

展开显示全部歌词