Ruk Ja O Dil Deewane-Udit Narayan

Ruk Ja O Dil Deewane

歌手:Udit Narayan

时间:1995-10-20

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Ruk Ja O Dil Deewane - Udit Narayan (那拉扬)

Ruk ja o dil deewane

Poochhun to main zara

Ladki hai ya hai jadoo

Kushbu hai ya nasha

Ruk ja o dil deewane

Poochhun to main zara

Ladki hai ya hai jadoo

Kushbu hai ya nasha

Paas woh aaye to

Chhu ke main dekhoon zara

Ruk ja o dil deewane

Poochhun to main zara

Dekhe woh idhar hans ke bekhabar

Thaam ke dil hum khade hain

Ghumsum si nazar uski hai magar

Hothon pe shikve bade hain

Baat ban jaaye to main baat chhedun zara

Ruk ja o dil deewane

Poochhun to main zara

Ha ha ladki hai ya hai jadoo

Kushbu hai ya nasha

Sharma woh gayi ghabra woh gayi

Maine jo usko pukara

Ye dil le liya usne kar diya

Aankhon hi aankhon mein ishara

Jaan bhi jaaye to

Gham na karoon main zara

Ruk ja o dil deewane

Poochhun to main zara

Ladki hai ya hai jadoo

Kushbu hai ya nasha

Mehfil mein haseen tu hi to nahi

Roothi tu kis liye akeli

Jis pe yoon fida yeh dil ho gaya

Woh to hai teri ik saheli

Maan woh jaaye to

Baahon mein le loon zara

Ruk ja o dil deewane

Poochhun to main zara

Ladki hai ya hai jadoo

Kushbu hai ya nasha

Paas woh aaye to

Chhu ke main dekhoon zara

展开显示全部歌词