Ishq Hua Kaise Hua-Udit Narayan

Ishq Hua Kaise Hua

歌手:Udit Narayan

专辑:ishq

时间:2000-08-03

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Ishq Hua Kaise Hua - Udit Narayan/Vibha Sharma

Ishq hua hua kaise hua hua

Achha hua jaise hua hua

Ishq hua kaise hua hua

Achha hua jaise hua

Na main jaanoon na tu jaane

Kyoon ho gaye hum deewane

Na main jaanoon na tu jaane

Kyoon ho gaye hum deewane

Arre hee he he

Ishq hua kaise hua

Achha hua jaise hua

Jhuki jhuki nazarein hai

Ruki ruki saansein hai

Dhak dhak karta hai dil dil

Jaage jaage armaan hai

Soya soya yeh jahan hai

Chori chori aake mujhe mil mil

Sun sun sun sun sun sun sun zara

Gun gun gun gun gaati hai hawa

Sun sun sun sun sun sun sun zara

Gun gun gun gun gaati hai hawa

Oh phaili hawaaon mein apni khabar

Pyaar kiya hai to phir kya hai darr

Joshili baatein yun na kar

Pyaar hai to josh bhi hai

Hona hai kya hosh bhi hai

Na main jaanoon na tu jaane

Kyoon ho gaye hum deewane

Na main jaanoon na tu jaane

Kyoon ho gaye hum deewane

Arre hee he he

Ishq hua kaise hua

Achha hua jaise hua

La la la la la

La la la la la la

Na na na na na

Aah ha ha ha ha

Dheere dheere haule haule

Haule haule dheere dheere

Dil ko mili hai manzil manzil

Bheegi bheegi raaton mein

Pyaari pyaari baaton mein

Khoya khoya rehta hai dil

Ruk ruk ruk ruk ruk ruk humsafar

Jhuk jhuk jhuk jhuk jhukti hai nazar

Ruk ruk ruk ruk ruk ruk humsafar

Jhuk jhuk jhuk jhuk jhukti hai nazar

Ek pal hamein tum bin chain kahan

Dono dilon ki hai ek dastaa

Phir bhi hai kyoon yeh dooriya

Dekh mujhe yun na sataa

Hona hai kya kisko pataa

Na main jaanoon na tu jaane

Kyoon ho gaye hum deewane

Na main jaanoon na tu jaane

Kyoon ho gaye hum deewane

Arre hee he he

Ishq hua kaise hua

Achha hua jaise hua

展开显示全部歌词