
在手机上保存,获得更好体验
batan san ur gaya baqban
chanak chaanak mann dagar suhani re
Larakban aya abdu
Kasak masak yeh kya mastaani re
Are kya haay jawaani ki
hoti hai yahi nishaani re
Ki chitwan dichi dirchi huyi jaaye
Haan aayi jawaani re
Ho jawaani aayi, sati mein laayi
Pawan ke sangi san
har ang chale hichkole le ke
Gagan ke rang se, ude hai taqreer
Lagi humraahi, chali purwaayi
Main hoon tera Romeo,
tu meri hai wohi Juliet
Are main Ranjha tera, tu meri hai Heer
Soniye mil ja mele mein ke iska naaam jawani
Ke jo na main na hoon tere
sang, to phir kis kaam jawani
Are woh nahi janete hoti kis kaam jawaani
Tabhi to hoti hai
har baar yeh badnaam jawaani
Soniye mil ja mele mein
ari ke iska naaam jawaani
Are ke aaja meri jaan, ki na
main Musalman na Hindu jaisi koyi bat hu
Are mein prem hajaane ka hoon pehredaar
Are ho habardaar aashiq ki jaat hoon
Hey Banaras ke ikke
mein ho gangatir chalenge
Barf ki dhoop sungane are Kashmir chalenge
Are kaise bihi ho haalaat
main tujhko ghuma laau Baghdaad
Yeh mera waada jaanam
Are yeh chunari Bikaaner
ki surma jumka mehandi
Yeh mera waada jaanam
Soniye mil ja mele mein ke iska naaam jawani
Ke jo na main na hoon tere sang.
o phir kis kaam jawaani
Are woh nahi jaante hoti kis kaam jawaani
Tabhi to hoti hai
har baar yeh badnaam jawaani
Soniye mil ja mele mein
ke iska naaam jawaani
Are Khurja ki khurchan, are Mathura ke pedhe
Revadi Meerut wali, chaat
daree baanki laayega - aha
Are main hukam karu to door
Arab se pura baag khajoor laad ke
Aangan mein bahrpur tu mere lagwaayega
Are lagwaayunga lagwaayunga lagwaayunga lagwaayunga..
Toh phir tu mil ja mele
mein, ke iska naam jawaani
Nahi yeh chhota masala
bahot bada hai kaand jawaani
Are yeh sarpat sarpat
gori meri jaan jawaani
Are yeh ghar ki murgi
nahi yeh chhutta saand jawaani
Soniye mil ja
Soniye mil ja, mil ja, mil ja, mil ja, mil ja
Soniye mil ja