Dil Ruba-Faakhir
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Dil Ruba - Faakhir

Tuma ke tuma ke toma toma ke toma toam ke tekaro mucho tekaro mucho yate

Tuma ke tuma ke toma toma ke toma toam ke tekaro mucho tekaro mucho yate

Tujh koh aapne sang loon mein

Rang aisa rang loon mein

Jaan tujh pe waar doon mein

Pyar mange pyar doon mein

Rang aisa rang loon mein

Jaan tujh pe waar doon mein

Pyar mange pyar doon mein

Tera chehra aur who zulfain chaa gaye har soo

Dil ki baatain kar ke deekhein

Ek doojay pe mar ke deekhein

Kho gaya tu kahan dil ruba oh dil ruba

Dekhon teri mein adayain

Chahoon teri mein wafayain

Dil yeh deta hai saadayain

Ishq mein hum doob jain

Tera chehra aur woh zulfain chaa gaye har soo

Dil ki baatain kar ke deekhein

Ek doojay pe mar ke deekhein

Dil ki baatain kar ke deekhein

Ek doojay pe mar ke deekhein

Kho gaya tu kahan dil ruba oh dil ruba

Tuma ke tuma ke toma toma ke toma toam ke tekaro mucho tekaro mucho yate

Tuma ke tuma ke toma toma ke toma toam ke tekaro mucho tekaro mucho yate

Chand mein jo chandni hai

Gaisyon ki roshni hai

Meray dil ki dil lagi hai

Kya woh meeri zindigi hai

Tera chehra aur who zulfain chaa gain har soo

Dil ki baatain kar ke deekhein

Ek doojay pe mar ke deekhein

Dil ki baatain kar ke deekhein

Ek doojay pe mar ke deekhein

Kho gaya tu kahan dil ruba oh dil ruba

Dil ki baatain kar ke deekhein

Ek doojay pe mar ke deekhein

Kho gaya tu kahan dil ruba oh dil ruba

Oh dil ruba oh dil ruba

Oh dil ruba oh dil ruba

展开显示全部歌词