Naino Sey-Sanjay Divecha featuring Kailash Kher
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Naino Sey - Sanjay Divecha featuring Kailash Kher

Naino se woh baatein karti humse

Naino se hasti bhi humpe

Naino se pakarr leti meri baahein

Naino se bharti phir ahein

Hain rahan hum kharein

Lafzon ke dheer pein

Bezubaan nazrein

Dastaan suna gayi jo

Naina teri naino mein uljhi uljhi

Suljhi baaton ko tarse

Naina teri naino ki lo mein sulgi

Guzri raaton ko tarse

Abb hum kya kahein

Lafzon se parein

Bezubaan nazrein

Dastaan suna gayi jo

Khush hoon kamsekam hum

Kuch pal toh nazron mein they

Ab toh yaadon mein gum hum ko

Tanhayi chhoo na sake

Hai raha hum kharein

Lafzon ke dheer pein

Bezubaan nazrein

Dastaan suna gayi jo

Naino se woh baatein karti humse

Naino se hasti bhi humpe

Naino se pakarr leti meri baahein

Naino se bharti phir ahein

展开显示全部歌词