Mohabbat Ka Maza Paya - Alka Yagnik/Kumar Sanu (库马尔·萨奴)
Lalallalalallalalla
Lalallalalallalalla
Lalallalalallalalla
Lalallalalallalalla
Hey hey hey ah ha ha
Mohabbat ka maza paya
Maza paya maza paya
Kabhi maine kabhi tune
Kabhi maine kabhi tune
Zamane bhar ko tarsaya
Tarsaya haan tarsaya
Kabhi maine kabhi tune
Kabhi maine kabhi tune
Mere dil ke varakh par
Tune jo paigam likha hai
Bahut hi khubasurat is mein
Tera naam likha hai
Naa thi aisi meri takdir
Is paigam se pehle
Mera bhi naam abb aayega
Tere naam se pehle
Tere naam se pehle
Ki shola dil ka bhadakaya
Bhadakaya han bhadakaya
Kabhi maine kabhi tune
Kabhi maine kabhi tune
Jina hamar jum kae gaya
Aji gaya han gaya
Kabhi maine kabhi tune
Kabhi maine kabhi tune
Mohabbat ka maza paya
Maza paya maza paya
Kabhi maine kabhi tune