
在手机上保存,获得更好体验
Khayalon Mein (Revival) - Geeta Dutt
Khayalon mein kisi ke
Is tarah aaya nahin karte
Kisi ko bewafa
Ke tadpaya nahin karte
Khayalon mein kisi ke
Is tarah aaya nahin karte
Kisi ko bewafa
Ke tadpaya nahin karte
Dilon ko raund kar dil
Apna behlaya nahin karte
Jo thukraye gaye ho unko
Thukraya nahin karte
Dilon ko raund kar
Hansi phoolon ki do din
Chandni bhi chaar din ki hai
Chandni chaar din ki hai
Hansi phoolon ki do din
Chandni bhi chaar din ki hai
Chandni chaar din ki hai
Mili ho chand si soorat
To itraya nahin karte
Kisi ko bewafa
Ke tadpaya nahin karte
Khayalon mein kisi ke
Jinhe mitna ho woh mitne se
Dar jaaya nahin karte
Woh dar jaaya nahin karte
Jinhe mitna ho woh mitne se
Dar jaaya nahin karte
Woh dar jaaya nahin karte
Mohabbat karnewale
Gham se ghabraya nahin karte
Kisi ko bewafa
Ke tadpaya nahin karte
Khayalon mein kisi ke
Mohabbat ka shabak seekho
Ye jaakar jane walon se
Ye jaakar jane walon se
Mohabbat ka shabak seekho
Ye jaakar jane walon se
Ye jaakar jane walon se
Ke dil ki baat bhi luv tak
Kabhi laaya nahi karte
Jo thukraye gaye ho unko
Thukraya nahi karte
Khayalon mein kisi ke
Is tarah aaya nahin karte
Kisi ko bewafa
Ke tadpaya nahin karte
Khayalon mein kisike