Gaaye Jaa (Female)-Ajay-Atul
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Gaaye Jaa (Female) - Ajay-Atul/Shreya Ghoshal

Suraj tera gardish mein hai

Dhalte huaa keh gaya

Phir laut ke aaunga main

Nazdeek hi hai subah

Gaaye jaa gaaye jaa

Gham mein hai sargam

Gunguna ye dhun gaaye jaa

Gaaye jaa gaaye jaa

Raat ke dhaagon se

Savera bun gaaye jaa

Gaaye jaa gaaye jaa

Gham mein hai sargam

Gunguna ye dhun gaaye jaa

Apna hi apna

Kyun keh laaya hai

Kaise koi tay karta hai

Kaun paraaya hai

Ek wohi rishta

Teri kamaayi hai

Dard ke pal mein

Jisne tera saath nibhaya hai

Toota huaa to kya sitaara tu

Kisi ka bann sahara tu

Gaaye jaa gaaye jaa

Raat ke dhaagon se

Savera bun gaaye jaa

Gaaye jaa gaaye jaa

Gham mein hai sargam

Gunguna ye dhun gaaye jaa

Aankhon mein rakhna

Sapne tu kal ke

Tujhko lekin un tak

Jana hoga khud chal ke

Majhdhaaron se tu

Haar nahin jaana

Saahil tujhko paana hoga

Lehron mein dhalke

Hai zindagi wohi jo chalti hai

Yeh girke hi sambhalti hai

展开显示全部歌词