Woh Ladki Bahut Yaad Aati-Kumar Sanu
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Woh Ladki Bahut Yaad Aati - Kumar Sanu (库马尔·萨奴)

Ab kyon milna chaahte ho mujhse

Bolo

Chup kyon ho

Bolo

Maine tumhare bagair

Itni khaamoshi mehsus ki hai ki

Main bolna bhool gaya

Main tumse itni door chali jaaongi

Ke dekhna hamesha ke liye khamosh ho jaaoge tum

Chaaro taraf tanhayi hai

Ek udaasi chaayi hai

Soch ke uski baaton ko aankh meri bhar aayi hai

Bechaini hain saason mein

Dard utha hai seene mein

Bichad ke apne dilbar se

Aaye maza na jeene mein

Kitna mujhe tadpati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai

Kabhi mujhko hasaye

Kabhi mujhko rulaye

Mujhe kitna satati hai

Kabhi mujhko hasaye

Kabhi mujhko rulaye

Mujhe kitna satati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai

展开显示全部歌词