在手机上保存,获得更好体验
Mujhse Karta Tha - Nina Mehta/Rajendra Mehta
Mujhse karta tha na milne ke bahane kitane

Ab guzaarega mere saath zamane kitane

Bheed lag jaati hain jalte huye ghar ke aage

Log aate hain magar aag bujane kitani
Ab guzaarega mere saath zamane kitane
Mujhse karta tha na milne ke bahane kitane
Tum naya zakham laga o tumhein isse kya hain

Bharne wale hain kabhi zakhm kuraye kitane
Ab guzaarega mere saath zamane kitane
Mujhse karta tha na milne ke bahane kitane
Jis tarah hum ne usse apna bana rakha hain

Sochate honge yahin baat na jaane kitane
Ab guzaarega mere saath zamane kitane
Mujhse karta tha na milne ke bahane kitane
Apni takhlif mein insaan ko saamil karke

Dukh uthaye hain khuda jaane khuda ne kitane