CHORUS
- Chaha tujhko dil se
- Humsafar tha maana
- Matlab ki is duniya me
- Be-matlab tha chaha
- Sapne dikhake tune mujhko
- Adhbhar me hai bikhaara
- Nakli is duniya me
- Asli tha mai dewaana
VERSE
- Shaam Ka time tha mai bhy dikhra Khaash tha
- Nazre teri-meri mili pyaar par huye Astha
- Sab-Kuch Naya mere liye Sab Kuch thodha Khaash tha
- Haath pakadhke mene tera Pyaar ki Chuni Rashta
- Vaasta, mera Kisi or se ni tha
- Tune mujhko Chodha Kyunki level mera Kam tha
- Expectation high teri low budget mai banda
- din-bhar mehnat Kar Kamaata baap Ka na koi dhanda
- Tune jisko Chuna woh to lagra Kaafi high hai
- Auro ki tarah tu bhy uske liye ek Tawaif hai
- Wishes hori poori teri saath tere note hai
- Mann Ke upar uske warna dene waala chodh haii
- Laakho hai udhaata maana laakho hai gawaata
- Laikin Saara Paisa apne baap ka hi laata
- Badhi gaadhi me ghumaata tujhko Baro me lejaata
- Aakhir Saara Paisa apne baap ka hi laata
- Roz me ghisaata tha phir jaake paisa aata tha
- Phir bhy bina soche saare Shauk tere Karata tha
- Tu-Tu Mai-Mai se bachkar mai Pyaar tujhe Jatata tha
- Khud galti par apni muh fulaaye mai manaata tha
- Batata tha, apni saari feeling mai manki
- Kitaab Jese khol rakhi Saari apni zindagi
- Jaanti to tu bhy thy mere pass Koi daulat
nahi
- Dhong rach pyaar Ka uthae phir bhy fayde Kayee
-Kitni Raato Ko Rulaya badha tadh paaya tha
- yaad aaye saath lamha pal Jo bitaaya tha
- Haath pakadhke tune mujhko believe jo Karaya tha
- Saath Rahungy hamesha tune mujhko yh bataya tha
- Zeher Jese ugly teri baate mujhko yaad aaryn
- ilzaam lagakar Sareaam Beimaan kyun Bata gaye
- Khoobsoorti chehre par tere dil me kaala Mel hai
- Samajhne me thodhy galti huye tu pari nahi chudhail hai
- Aukaat nahi thy teri jitna maine tujhko pyaar diya
- Tok-Tok Ke aadato Ko teri tha Sudhaar diya
- Mai bhy Samjha tune bhy mujhse sacha Pyaar Kiya
- Thehry tu to dayan tune pyaar nahi Vyapaar kiya
- Feeling mai hy samajhra meri tu to apni Aish me hai
- Dil Laga tu jisse bethy uske liye tu Cash se hai
- Beech safar wo saath Chodhe to laut mat aana pass mere tu
- Saath tere to rehne se acha akela rahun mai yaad kare tu
- Pyaar ka naam badnaam kare tu
pyaar ke peeche tympass Kare tu
- Din dahaadhe apraadh kare tu
Meri lyf Barbaad Kary tu
- Mai bhy itna pagal nahi jo har waqt rone waala hun
- Khaash thy tu mere liye khaash nahi Na hougy tu
- Dasio ladhki tujhse achy galti meri pyaar tha tujhse
- Nafrat tujhse is Kadar hogye shaaya bhy apna dur rakh mujhse
- Bani hai murti pyaar me jinki pyaar ka matlab samjhle unse
- Laila-Majnu zinda bhy hote Kaarnaame dekh ghinaate tujhse
CHORUS
- Chaha tujhko dil se
- Humsafar tha maana
- Matlab ki is duniya me
- Be-matlab the Chaha
- Sapne dikhake tune mujhko
- Adhbhar me hai bikhaara
- Nakli is duniya me
- Asli tha mai dewaana
Asli tha mai deewana
Be matlab tha chaha