Dilruba-Kailash Kher
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Dilruba - Kailash Kher/Naresh Kamath/Paresh Kamath

Mein toh tere pyaar mein deewana hogaya

Mein toh tere pyaar mein deewana hogaya

Dilruba yeh bata kya karoon tere siwa

Mein toh tere pyaar mein deewana hogaya

Mein toh tere pyaar mein deewana hogaya

Dass ne lagi hai mujhey kyun yeh tanhayian

Har pal mein dekhon bas tere parchayian

Rabh di kasam mein to jana tere pyaar mein

Bhale mar jaun par sahun na judiyaan

Jaan e jaan mehrbaan bin tere jaun kahan

Mein toh tere pyar mein deewana hogaya

Mein toh tere pyar mein deewana hogaya

Dilruba yeh bata kya karoon tere siwa

Mein toh tere pyaar mein deewana hogaya

Khana nahi peena nahi tere intezaar mein

Rog yeh aanokha mila mujhay tere pyaar mein

Tadpu mein tere bin ghadi ghadi palchin

Uljha keh choda tune issi rozgaar mein

Tu bata jaan e jaan vaasta pyar ka

Mein toh tere pyaar mein deewana hogaya

Mein toh tere pyar mein deewana hogaya

Dilruba yeh bata kya karoon tere siwa

Mein toh tere pyaar mein deewana hogaya

Mein deewana hogaya

Ho deewana hogaya

Haan deewana

Mein toh tere pyaar mein deewana hogaya

展开显示全部歌词