无论你走到哪里-群星
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

无论你走到哪里 - 群星

原曲:Tu Jahaan Jahaan Chalega - Mera Saaya

Tu jahaan kahin bhi jaaye mera pyaar yaad rakhana

Tere dam se hai salaamat ye bahaar yaad rakhana

Mere dil mein bas rahi hai teri aarazu ki kushabu

Kisi aur ka jahaan mein na chalega mujh pe jaadu

Tere naam par mitega dil-e-zaar yaad rakhana

Tu jahaan kahin bhi jaaye mera pyaar yaad rakhana

Meraa dam hi jahan me

Jasna mera bas sanam

Meraa dam hi jahan me

Jasna mera bas sanam

Gibatar kiya ke jalim

Tera jalim ke jamana

Jalake hajar ke hatu

Yo pahar yaad rakh na

Tu jahaan kahin bhi jaaye mera pyaar yaad rakhana

Tu jahaan

Tere baad kya kahuungi dil-e-mubtila se apane

Jo phiruun kabhi wafa se to phiruun kuda se apane

Mere pyaar ki nishaani ye singaar yaad rakhana

展开显示全部歌词