Dekh Mohabbat Ka Dastoor (Album Version)-Peenaz Masani

Dekh Mohabbat Ka Dastoor (Album Version)

歌手:Peenaz Masani

时间:2006-09-19

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Dekh Mohabbat Ka Dastoor (Album Version) - Peenaz Masani

Kuchh na kaha aur kuchh na suna

Dil mein reh gayi dil ki baat

Yaar ki nagari ko so door

Kaise kategi bhaari raat

Basti waalo se chhupkar

Ro lete hain pichhali raat

Sannato mein sunate hain

Suni sunaai koi baat

Phir jaade ki rut aayi

Chhote din aur lambi raat

Chhote din aur lambi raat

Dekh mohabbat ka dastoor

Tu mujhse main tujhse door

Dekh mohabbat ka dastoor

Tu mujhse main tujhse door

Tu mujhse main tujhse door

Tanha tanhaa phirate hain

Dil ki raat bhi benoor

Tanha tanhaa phirate hain

Dil ki raat bhi benoor

Dost bichhadte jaate hain

Shokh liye jaata hain door

Dost bichhadte jaate hain

Shokh liye jaata hain door

Dekh mohabbat ka dastoor

Tu mujhse main tujhse door

Tu mujhse main tujhse door

Hum apna gham bhul gaye

Aaj kise dekha majboor

Hum apna gham bhul gaye

Aaj kise dekha majboor

Dil ki dhadkan kehati hain

Aaj koi aayega juroor

Dil ki dhadkan kehati hain

Aaj koi aayega juroor

Dekh mohabbat ka dastoor

Tu mujhse main tujhse door

Tu mujhse main tujhse door

Koshish nazim hain pyaare

Aage jo usko manzoor

Koshish nazim hain pyaare

Aage jo usko manzoor

Suraj dub chala naazir

Aur abhi manzil hain door

Suraj dub chala naazir

Aur abhi manzil hain door

Dekh mohabbat ka dastoor

Tu mujhse main tujhse door

Dekh mohabbat ka dastoor

Tu mujhse main tujhse door

Tu mujhse main tujhse door

Tu mujhse main tujhse door

Tu mujhse main tujhse door

Tu mujhse main tujhse door

展开显示全部歌词