Lo phir hue ham do ajnabee
Dekho na tum ye kya hogaya
Socha tha kuch par mere naseeb main tum nahi
Manga tha kuch par mere lakiro main tum nahi
Ab bas yahi dua karu
Main Teri zindagi main tu
Khush rahe jaha bhi hai jaha bhi tu
Kyunki, tum na hue mere tho kya?
Ab hum na hue khud ke bhi yaha
Us pal main jiu main bar lama
Mere dil main
Oh humsafar
Oh humsafar
Samjha nahi tumne kabhi
Baatein jo main ne bole nahi
Kaisey vo pal jo beaten hai sirf Teri yard main
kaisey vo raat jo beaten na bin tere pats main
Kyunki, saat tum nahi, phir bhi hum yaha
Aksar main tere khayalo main waha
Intazar karu main har Lamha
Mere dil main
Oh humsafar
Oh humsafar