Koi Na Koi Chahiye (From

Koi Na Koi Chahiye (From"Deewana")

歌手:Vinod Rathod

时间:2026-11-04

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Koi Na Koi Chahiye (From"Deewana") - Vinod Rathod

Lyrics by:Sameer

Composed by:Nadeem - Shravan

Koi na koi chahiye pyar karne wala

Koi na koi chahiye pyar karne wala

Koi na koi chahiye hum pe marne wala

Dil o jaan lutaayenge hum toh usi par

Saat mein bitaayenge shaam o sehar

Shaam o sehar mere yaara

Koi na koi chahiye pyar karne wala

Pyar karne wala pyar karne wala

Koi na koi chahiye hum pe marne wala

Hum pe marne wala hum pe marne wala

Uss chand ke tukde ko seene se laga loonga

Uss reshmi mukhde ko aankhon mein chupa loonga

Uss chand ke tukde ko seene se laga loonga

Uss reshmi mukhde ko aankhon mein chupa loonga

Deewana mujhse na milega usko

Iss zameen se leke sare aasmaan tak

Koi na koi chahiye pyar karne wala

Koi na koi chahiye hum pe marne wala

Hum pe marne wala hum pe marne wala

Na meri koi mazil no mera hai thikana

Maine toh yaaron seekha kaanton se dil lagana

Na meri koi mazil no mera hai thikana

Maine toh yaaron seeka kaanton se dil lagana

Unn sabka main deewano hoon

Duniya se main begaan hoon

Baahon mein aasmaan hai kadmon mein hai zamana

Koi na koi chahiye pyar karne wala

Koi na koi chahiye hum pe marne wala

Dil o jaan lutaayenge hum toh usi par

Saat mein bitaayenge shaam o sehar

Shaam o sehar mere yaara

Koi na koi chahiye pyar karne wala

Koi na koi chahiye hum pe marne wala

Hum pe marne wala

展开显示全部歌词