Dil Beparvah (The Dewarists, Season 5)-Ankur Tewari

Dil Beparvah (The Dewarists, Season 5)

歌手:Ankur Tewari

时间:2016-11-17

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Dil Beparvah (The Dewarists, Season 5) - Ankur Tewari/Prateek Kuhad/Dhruv Bhola/Nikhil Vasudevan

Written by:Ankur Tewari/Prateek Kuhad

Thodi thodi hai sabki suni

Thoda kuch toh sabne kaha

Thoda thoda samjha bhi magar

Dil ye mane kaha

Bas iski zidd hai

Del befikar lapata

Kaisi yeh dhun hai

Kho kar bhi kuch na mila

Iss dil ki aadat yahi hai

Gir kar sambhalta nahi hai

Zaalim samajhta nahi hai

Ye koi zubaan

Ye dil beparwah

Katra katra ho gaya

Dil ye bikharta gaya

Duniya guzarti rahi

Tukdo pe chalti rahi

Bas is ki zidd hai

Dil befikar lapata

Kaisi yeh dhun hai

Kho kar bhi kuch na mila

Iss dil ki aadat

Yahi hai

Gir kar sambhalta nahi hai

Zaalim samajhta nahi hai

Ye koi zubaan

Ye dil beparwah

Iss dil ki aadat yahi hai

Gir kar sambhalta nahi hai

Zaalim samajhta nahi hai

Ye koi zubaan

Ye dil beparwah

Haa aa

Ye dil beparwah

Haa aa

Ye dil beparwah

Haa aa

Ye dil beparwah

Haa aa

展开显示全部歌词