Do Jahaan-Tarish Prakash

Do Jahaan

专辑:Do Jahaan

时间:2024-05-21

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Dil Ko Laga Pyaar Mai Padna Asaan Nahi

Tujhse Milke Laga Jhoothi Hai Duniya

Bus Tu Hi Hai Sahi

Har Pal Lage Alag

Teri Rooh Ko Jaan Kar

Mil Gya Mujhko

Jeene Ka Maqsad

Dekha Maine Tujhe Hazaaro Dafa

Phir Bhi Aisa Kyu Lage

Yeh Ehsaas Hai Naya

Khoya Hu Tujhme Ya Hai Khwabo ka Nasha

Kar Du Mai Teri Ada Pe

Do Jahan Fida

Jaadu Mujhpe Hua Hai

Jab Se Mujhe Tu Mila Hai

Din Raat Socha Karti Hu

Dil Mai Tu Bas Chuka Hai

Khushiyo Ka Karwaan

Chalta Rahe Sada

Bana Lia Humne

Jeene Ka Raasta

Dekha Maine Tujhe Hazaaro Dafa

Phir Bhi Aisa Kyu Lage

Yeh Ehsaas Hai Naya

Khoyi Hu Tujhme Ya Hai Khwabo ka Nasha

Kar Du Humare Liye

Do Jahan Kurbaan

Dekha Maine Tujhe Hazaaro Dafa

Phir Bhi Aisa Kyu Lage

Yeh Ehsaas Hai Naya

Khoya Hu Tujhme Ya Hai Khwabo ka Nasha

Kar Du Mai Teri Ada Pe

Do Jahan Fida

展开显示全部歌词