Kuch Kaha Aapne - Sonu Nigam/Shreya Ghoshal
Lyrics by:Jalees Rasheed/KARHARI MEDIA INDUSTRY (OPC)
Composed by:Sajid/KARHARI MEDIA INDUSTRY (OPC)
Arranged by:Karhari Media Industry (OPC) Private Limited
La la la la la
La lalaaaaa
La la kuch kaha aapne
Pehle na dhadkta tha yu mera dil
Jab se mile ho huyi hai mushkil
Pehle na dhadkta tha yu mera dil
Jab se mile ho huyi hai mushkil
Aankhon mein chhupa lu dil mein bsaa lu
Tumko bna lu sanam
Kuch kaha kuch kaha aapne
Kuch kaha kuch kaha aapne
Pehle na dhadkta tha yu mera dil
Jab se mile ho huyi hai mushkil
Hay hay hay hay hay hay hay
Hay hay hay hay hay hay hay
Tumse milkar humne jana
Hota hai jaana kya dil ka lgana
Hoo tumse milkar humne jana
Hota hai jaana kya dil ka lgana
Dheere dheere maine samjha
Paagal hua kiyo mera dil deewana
Door na jana bhool na jana
Deti hu tumko kasam
Kuch kaha kuch kaha aapne
Kuch kaha kuch kaha aapne
Pehle na dhadkta tha yu mera dil
Jab se mile ho huyi hai mushkil
Mere dil mein yu chhupe ho
Jaise chhupa ho daryia mein moti
Mere dil mein yu chhupe ho
Jaise chhupa ho daryia mein moti
Mere dil mein yu sje ho
Jaise sjaa ho kangna mein moti
Dil ki kahani dil ka fasana
Hum par hi hoga khatam
Kuch kaha kuch kaha aapne
Kuch kaha kuch kaha aapne
Pehle na dhadkta tha yu mera dil
Jab se mile ho huyi hai mushkil
Aankhon mein chhupa lu dil mein bsaa lu
Tumko bna lu sanam