Aankh Se Door Na Ho - Nina Mehta/Rajendra Mehta
Written by:Pandit Govind Prasad Jaipurwale
Aankh se door na ho
Dil se utar jayega
Aankh se door na ho
Dil se utar jayega
Aankh se door na ho
Dil se utar jayega
Waqt ka kya hai
Guzarta hain
Guzar jayega
Aankh se door na ho
Dubate dubate kashti ko uchhala dedu
Dubate dubate kashti ko uchhala dedu
Main nahi khoi to saahil pe utar jaayega
Aankh se door na ho
Zindagi teri
Atta hain to
Ye jaane waala
Zindagi teri
Atta hain to
Ye jaane waala
Teri bakshish
Teri dehliz pe
Dhal jaayega
Aankh se door na ho
Sab talazim hain
Magar dukh hai
Qayamat ka faraz
Sab talazim hain
Magar dukh hai
Qayamat ka faraz
Zaalim ab ke bhi na
Royega to mar jayega
Aankh se door na ho
Dil se utar jayega
Waqt ka kya hai
Guzarta hain
Guzar jayega
Aankh se
Door
Na ho