
在手机上保存,获得更好体验
…
Khoye khoye rahein Baaton mein teri ab aisa kyon lagta hai
Teri baaton mein
Mujhe aisa kya lagta hai
Kahin Kho na jaayein inmein jyada hi, haan aisa dar bhi toh lagta hai
Teri aankhon mein
Mera chehra na dikhta hai
Dekhte, hum tujhe dekhte
Tere liye kari taaron se baatcheet
Tere aane sudhri thi Hayaat bhi
Tere jaane se bigde ye haalaat bhi
Teri saadgi pe likhu pustakein
Yaadon se mai mitau mulaakat bhi
Bhale hi horha hai dard
Par abhi na chaahoon zindagi mein mai bhi teri vaapsi
Hum aansuon mein nahi
Par rona kyon chaahte hain?
Kya tum Hume chaahte ho?
Kyonki hum tumhe chaahte hain
Hum baadalon mein nahi
Par aasmaan ko chaahte hain
Kya tum bhi vo chaahte ho?
Jise hum abhi chaahte hain
Khoye khoye rahein Baaton mein teri ab aisa kyon lagta hai
Teri baaton mein
Mujhe aisa kya lagta hai
Kahi Kho na jaayein inmein jyada hi, haan aisa dar bhi toh lagta hai
Teri aankhon mein
Mera chehra na dikhta hai
Mai khoya hoon
“Umm… kya aap bhi khoe ho?”
Kyon rona teri aadat hai
Kya aaj bhi roye ho
Mai aaj bhi khoya hoon
“Mai aaj koi aur hoon”
Kyon rona teri aadat hai
Kyon aankh bhigoye ho
Dekhte, hum tujhe dekhte
Tere liye kari taaron se baatcheet
Tere aane sudhri thi Hayaat bhi
Tere jaane se bigde ye haalaat bhi
Teri saadgi pe likhu pustakein
Yaadon se mai mitau mulaakat bhi
Bhale hi horha hai dard
Par abhi na chaahoon zindagi mein mai bhi teri vaapsi
…