
在手机上保存,获得更好体验
Dekho Maine Dekha Hai Ek Sapna - Lata Mangeshkar (拉塔)/Amit Kumar
Lyrics by:Anand Bakshi
Composed by:R.D. Burman
Dekho maine dekha
Hai yeh ek sapna
Phoolon ke shaher
Mein hai ghar apna
Kya sama hai tu kahan hai
Main aayi aayi aayi aayi
Aaja
Kitna haseen hai
Yeh ek sapna
Phoolon ke shaher
Mein hai ghar apna
Kya sama hai tu kahan hai
Main aaya aaya aaya aaya
Aaja
Yahan tera mera
Naam likha hai
Rasta nahin yeh
Aam likha hai
O yeh hai darwaaza
Jahan tu khadi hai
Andar aa jaao
Sardi badi hai
Yahan se nazaara
Dekho parbaton ka
Jhaankoon main kahan
Se kahan hai jharoka
Yeh yahan hai tu kahan hai
Main aayi aayi aayi aayi
Aaja
Kitna haseen hai
Yeh ek sapna
Phoolon ke shaher
Mein hai ghar apna
Kya sama hai tu kahan hai
Main aaya aaya aaya aaya
Aaja
Achha yeh bataao
Kahan pe hai paani
Baahar beh raha
Hai jharna deewani
Bijli nahin hai
Yehi ek gham hai
Teri bindiya kya
Bijli se kam hai
Chhodo mat chhedo
Baazaar jaao
Jaata hoon jaaoonga
Pehle yahan aao
Shaam jawaan hai
Tu kahan hai
Main aayi aayi aayi aayi
Aaja
Dekho maine dekha
Hai yeh ek sapna
Phoolon ke shaher
Mein hai ghar apna
Kya sama hai tu kahan hai
Main aayi aayi aayi aayi
Aaja
Kaisi pyaari hai
Yeh chhoti si rasoi
O hum dono hai bas
Duja nahin koi
Is kamre mein hongi
Meethi baatein
Us kamre mein
Guzrengi raatein
Yeh to bolo hogi
Kahan pe ladaai
Maine voh jaga hi
Nahin banaayi
Pyaar yahan hai
Tu kahan hai
Main aayi aayi aayi aayi
Aaja
Kitna haseen hai
Yeh ek sapna
Phoolon ke shaher
Mein hai ghar apna
Kya sama hai
Tu kahan hai
Main aayi aayi aayi aayi
Aaja
Dekho maine dekha
Hai yeh ek sapna
Phoolon ke shaher
Mein hai ghar apna
Kya sama hai tu kahan hai
Main aayi aayi aayi aayi
Aaja
Main aayi aayi aayi aayi
Aaja
Main aayi aayi aayi aayi
Aaja
Main aayi aayi aayi aayi
Aaja