Badi Mushkil Hai-Anand-Milind
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Badi Mushkil Hai - Abhijeet

Composed by:Anand - Milind

Badi mushkil hai khoya mera dil hai

Badi mushkil hai khoya mera dil hai

Koi usse dhoondke laaye na

Badi mushkil hai khoya mera dil hai

Koi usse dhoondke laaye na

Jaake kahan main rapat likhaaoon

Koi batlaaye na

Main roun ya hasoon karoon main kya karoon

Deewaangi ki had se aage guzar na jaaoon

Aankhon mein uska chehra kaise usse dikh laaoon

Deewaangi ki had se aage guzar na jaaoon

Aankhon mein uska chehra kaise usse dikh laaoon

Voh hai sab se haseen vaisa koi bhi nahin

Mere khuda uski ada hai badi qaatil

Mujhe nahin pata chhaaya hai kya nasha

Main roun ya hasoon karoon main kya karoon

Sapnon mein aane waali baahon mein kab aayegi

Kitne dinon tak mujhko aise voh tadpaayegi

Sapnon mein aane waali baahon mein kab aayegi

Kitne dinon tak mujhko aise voh tadpaayegi

Dekhoon mudke jidhar paaye voh hi nazar

Meri dagar mera safar voh meri manzil

Deewaana hai sama jaage hain armaan

展开显示全部歌词