Tujhko Jo Paaya-Pritam
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Tujhko Jo Paaya - Pritam (披淡·查克拉波蒂)/Mohit Chauhan

Mere bina main rehne laga hoon

Teri hawa mein behne laga hoon

Jaane main kaise tera hua hoon

Mujhe toh lagta hai main shayad

Tere dil ki dua hoon haan

Tujhko jo paaya

Toh jeena aaya

Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas

Jaaye hum dono ke darmiyaan haan

Tujhko jo paaya aha

Toh jeena aaya

Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas

Jaaye hum dono ke darmiyaan haan

Pehle se zyada

Main jee raha hoon

Jabse main tere dil se juda hoon

Raahon pe teri main toh chala hoon

Tu meri manzil hai tere kadmon

Pe bas rukne laga hoon haan

Tujhko jo paaya

Toh jeena aaya

Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas

Jaaye hum dono ke darmiyaan haan

Tujhko jo paaya

Toh jeena aaya

Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas

Jaaye hum dono ke darmiyaan haan

展开显示全部歌词