Larho Mujhey-Bilal Khan
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Larho Mujhey - Bilal Khan

Composed by:Bilal Khan

Muskurata rehta hoon duniya se ye kehta hoon

Mil jaein ge mujhko khawaab bhi

Dil ko zinda rakhta hoon khushiyon se ye bharta hoon

Itna tou hai khud pe yaqeen

Urdta hua taara hoon

Ooncha sa ik nara hoon

Bujhti hui basti mein ghoomta awaara hoon

Himmat hai tou aey koi mujhko samjhaey woh

Mitt chuki ummeedein kyun meri

Aao naa kaho mujhey aao naa larho mujhey

Meray dil main dekho aag

Mujh ko dikhta apna khawaab

Tum ko lagta hoon mein kya

Aao naa

Hai duaaon main haath

Sar pe meray bus hai kaam

Aao na larho mujhey

Larho mujhey

Saaree baatein sun bethaa

Jo kehna tha keh diya

Lafzon se darta tha kabhi

Shikwa khud se kuch nahein

Lagta mujh ko sab sahi

Itna tou hai khud pe yaqeen

Urdta hua taara hoon

Ooncha sa ik nara hoon

Bujhti hui basti mein ghoomta awaara hoon

Himmat hai tou aey koi mujhko samjhaey woh

Mitt chuki ummeedein kyun meri

Aao naa kaho mujhey aao naa larho mujhey

Meray dil main dekho aag

Mujh ko dikhta apna khawaab

Tum ko lagta hoon mein kya

Aao naa

Hai duaaon main haath

Sar pe meray bus hai kaam

Aao na larho mujhey

Larho mujhey

Larho mujhe

Larho mujhey

Larho mujhey

Larho larho larho mujhey

Larho larho larho mujhey

Meray dil main dekho aag

Mujh ko dikhta apna khawaab

Tum ko lagta hoon mein kya

Aao naa

Hai duaaon main haath

Sar pe meray bus hai kaam

Aao na

Larho mujeh

Larho mujhe

Larho mujhe

Kaghaz ki kashti pay

Lehron ki masti mein

Tufanon se ruk na paya mein

Daman se liptay kaantay

Phir bhi dil ne dukh na baantay

Hansta khilta chalta aaya mein

Dekho mein banjara hoon

Marzi ka dhaara hoon

Bujhti hui basti mein ghoomta awaara hoon

Himmat hai tou aey koi mujhko samjhaey woh

Mitt chuki ummeedein kyun meri

Aao naa kaho mujhey aao naa larho mujhey

Meray dil main dekho aag

Mujh ko dikhta apna khawaab

Tum ko lagta hoon mein kya

Aao naa

Hai duaaon main haath

Sar pe meray bus hai kaam

Aao na larho mujhey

Larho mujhey

Larho mujhey

展开显示全部歌词