Hasi (Male Version)-Ami Mishra
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Hasi (Male Version) - Ami Mishra/Kunaal Vermaa

Written by:Ami Mishra/Kunaal Vermaa

Haan hasi ban gaye

Haan nami ban gaye

Tum mere aasmaan

Meri zameen ban gaye

Haan hasi ban gaye

Haan nami ban gaye

Tum mere aasmaan

Meri zameen ban gaye

Haan hum badalne lage

Girne sambhalne lage

Jab se hai jaana tumhein

Teri ore chalne lage

Haan hum badalne lage

Girne sambhalne lage

Jab se hai jaana tumhein

Teri ore chalne lage

Har safar har jagah

Har kahin ban gaye

Maante thhe khuda

Aur haan wahi ban gaye

Haan hansi ban gaye

Haan nami ban gaye

Tum mere aasmaan

Meri zameen ban gaye

Pehchaante hi nahi

Ab log tanha mujhe

Meri nigaahon mein bhi

Hai dhoondte wo tujhe

Pehchaante hi nahi

Ab log tanha mujhe

Meri nigaahon mein bhi

Hai dhoondte wo tujhe

Hum the dhoondhte jisey

Wo kami ban gaye

Tum mere ishq ki

Sar zameen ban gaye

Haan hasi ban gaye

Haan nami ban gaye

Tum mere aasmaan

Meri zameen ban gaye

展开显示全部歌词