Mujhe Chu Rahi Hain Teri Garam Sansen (From ''Swayamvar'')-Mohammed Rafi

Mujhe Chu Rahi Hain Teri Garam Sansen (From ''Swayamvar'')

歌手:Mohammed Rafi

时间:2022-08-30

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Mujhe Chu Rahi Hain Teri Garam Sansen (From"Swayamvar") - Mohammed Rafi (默罕默德·拉斐)/Lata Mangeshkar (拉塔)

Written by:Rajesh Roshan/Gulzar

Mujhe chhu rahi hain teri garm saansein

Mere raat aur din mehakne lage hain

Teri narm saanson ne aise chhua hai

Ke mere to paaon behakne lage hain

Labon se agar tum bula na sako to

Nigahon se tum naam lekar bula lo

Tumhari nigaahein bahut bolti hain

Zara apni aankhon pe palkein gira do

Mujhe chhu rahi hain teri garm saansein

Mere raat aur din mehakne lage hain

Pata chal gaya hai ke manzil kahan hai

Chalo dil ke lambe safar pe chalenge

Safar khatm kar denge hum to wahin par

Jahan tak tumhare kadam le chalenge

Mujhe chhu rahi hain teri garm saansein

Mere raat aur din mehakne lage hain

Teri narm saanson ne aise chhua hai

Ke mere to paaon behakne lage hain

展开显示全部歌词