Sitara-Nanku
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Sitaare

Chaaro taraf

Mujhko

Ishaare karein ye

Main dekhu apni ore

Sitaare mujhi mein

Ye taare mujhi mein

Jaane kya lenge ye mujhse

Jaane kya milega mujhko ab

Khud se

Iss jagat mein

Iss jagat mein

Akela hoon main

Akela hoon main

Phir bhi sabke sang

Aisa kaise?

Aisa kaise?

Har pal

Halchal

Har pal

Halchal

Aisa kaise?

Aisa kaise?

Dishaein

Hazaaro taraf

Mujhko pukaarein ye kaise?

Na dikhta antar mujhe

Nazaara vohi hai

Nazaara vohi hai

Jaane kya lega ye mujhse

Jaane kya milega mujhko ab

Khud se

Iss jagat mein

Iss jagat mein

Akela hoon main

Akela hoon main

Phirbhi sabke sang

Aisa kaise?

Aisa kaise?

Har pal

Halchal

展开显示全部歌词