CRAZY (Explicit)-AMAR HarfKala

CRAZY (Explicit)

歌手:AMAR HarfKala

时间:2023-05-25

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Aye! pass kar pass kar , Aye !

Mera naam kya hai ?

Konsa konsa

Btao

Are asli wala ki konsa

Mera naam kya hai ?

Areeee

Chal Mai hi bolta hu

Mera naam Amar hai

Let's goo *****

Alag hi vibe me fukege ghas na kheechege linein

They call me the pioneer , badla andaaz life ke maayne

Aaine, dikhata mai ,khicta logo ko daayne

Aai ne, kaha tha ki zindagi cheenti ye daaine

Rakka aur amar taka bhi chahiye , kitne, lakh aane chahiye , par koi aaka ni chahiye, dukaane kayi hai ,gaano ka sauda ni chahiye,dallo se mauka ni chahiye , behtar ki hume maut aani chahiye,hasti ki basti dubi , are are tabhi hume nauka ni chahiye

Ayeee

Nacho amar ke flow me , milege show me , detu hu omen , rehta dilon me , kaviyo ka bro mai, jo kaha wo mai , hiphop behta mere raagon me

Jebo me bhare h paise

Tabhi tho life hai crazy

I just don't lie , jus face it ( Ha ha )

Thuke na mic pe Bina koi point

Jeeye jo life me wahi btaye

Shaitaan h andar wahi sataye

Pyar jhukaaye yahi khata hai

Tabhi hum khudki khoj me , niklate roz hai , aakhe hum pochke, sochke , khake rose cake ,roj ke dhoke, jo mere dost hai wahi ab close hai

Alag hi vibe me fukege ghas na kheechege linein

They call me the pioneer , badla andaaz life ke maayne

Aaine, dikhata mai khicta logo ko daayne

Aai ne, kaha tha ki zindagi cheenti ye daaine(Hook x 2 )

Zindagi cheenti ye daayne, logo ko dikhata aaine

Zindagi cheenti ye daayne, mai dikhata logo ko aaine.

展开显示全部歌词