Tumhin Mere Mandir-Satyaa

Tumhin Mere Mandir

歌手:Satyaa

时间:2011-08-19

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Tumhin Mere Mandir - Satyaa/Pari

Lyrics by:traditional

Composed by:Satayaa/Pari

Tumhi mere mandir tumhi meri pooja

Tumhi devta ho tumhi devta ho

Koyi meri aankhon se dekhe to samjhe

Ke tum mere kya ho ke tum mere kya ho

Jidhar dekhti hoon udhar tum hi tum ho

Na jaane magar kin khayalon mein ghum ho

Jidhar dekhti hoon udhar tum hi tum ho

Na jaane magar kin khayalon mein ghum ho

Mujhe dekh kar tum zara muskura do

Nahi to main samjhungi mujhse khafa ho

Tumhi mere mandir tumhi meri pooja

Tumhi devta ho tumhi devta ho

Tumhi mere maathe ki bindiya ki jhilmil

Tumhi mere hathon ke gajron ki manzil

Tumhi mere maathe ki bindiya ki jhilmil

Tumhi mere hathon ke gajron ki manzil

Main hoon ek chhoti si maati ki gudiya

Tumhi praan mere tumhi aatma ho

Tumhi mere mandir tumhi meri pooja

Tumhi devta ho tumhi devta ho

Bahut raat beeti chalo main sula doon

Pawan chhede sargam main lori suna doon

Aaaaaaaaa

Aaaaaa

Aaaaaa aaa

Aaaaaa

Bahut raat beeti chalo main sula doon

Pawan chhede sargam main lori suna doon

Tumhein dekh kar yeh khayal aa raha hai

Ki jaise farishta koyi so raha ho

Tumhi mere mandir tumhi meri pooja

Tumhi devta ho tumhi devta ho

Tumhi mere mandir tumhi meri pooja

Tumhi mere pritam tumhi satte kuru

展开显示全部歌词