
在手机上保存,获得更好体验
Tere saath mai tere
Khoya khoya mai saara
Har pal aankhe mere
Tujhko dhundta rehta
Kya se kya ye hua
Kaise humko ye na pata
Dil ye teri khabar
Puchhe jaane kitni dafa
Tujhko kya hi pata
Tere bin soona saara sama
Chaahu main toh yahi
Tu mere reh ja paas yaha
Sun bhi ja ho o sun bhi ja
Main ruka tu paas aa
Sun bhi ja ho o sun bhi ja
Main ruka tu paas aa
Dil se meri khata
Jaane kya hua
Rehta mujhme nahi
Tujhmein ghumshuda
Tera aisa asar
Mujhpe yun hua
Khush main rehta magar
Kyun ye jaanu na
Kya se kya ye hua
Kaise humko ye na pata
Dil ye teri khabar
Puchhe jaane kitni dafa
Tujhko kya hi pata
Tere bin soona saara sama
Chaahu main toh yahi
Tu mere reh ja paas yaha
Sun bhi ja ho o sun bhi ja
Main ruka tu paas aa
Sun bhi ja ho o sun bhi ja
Main ruka tu paas aa