Aur Kya-Jatin Lalit
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Aur Kya - Jatin Lalit

Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai

Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai

Yeh rang saare hai bas tumhaare

Aur kya aur kya aur kya

Aur kya aur kya aur kya

Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai

Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai

Yeh rang saare hai bas tumhaare

Aur kya aur kya aur kya

Eh hey hey aah haa haa

Eh hey hey aah haa haa

Tum aaye ho to dekh lo

Naya naya sa lage yeh jahaan ho

Haan haan haan haan haan oh ho

Haseen haseen hai yeh zameen

Dhula dhula sa hai yeh aasmaan

Tum ho to hai yeh samaa

Aur kya aur kya aur kya aur kya

Dhadak raha hai dil mera

Jhuki jhuki hai palkein yahan ho

Haan haan haan haan haan oh ho

Jo dil mein ho voh keh bhi do

Ruki ruki si hai yeh daastaan

Jazbaat maange zabaan

Aur kya aur kya aur kya aur kya

Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai

Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai

Yeh rang saare hai bas tumhaare

Aur kya aur kya aur kya

Aur kya aur kya aur kya

展开显示全部歌词