Choti moti baatein leke choti choti sapno mein aake mujhko paa hi liya maahiya
Dheeme dheeme saansein leke mere is dil mein samake mujhko paa hi liya maahiya
Raahon ka tu hai saathiya
Jaane jahan tu jaaniya
Haari main tujhse haaniya
Mere bana tu maahiya
Neendon se keh diya
Tu hi hai maahiya
Sapno se keh diya
Tu hi hai maahiya
Sooni si thi meri zindgani
Aake tune badli yeh kahani
Hoti hai pariyon ki kahani waisi duniya ab meri
Tere aane se pehle bhi saheliyan thi tanhai meri
Tune kya jaadu kiya
Dil mera le liya
Tune kya jaadu kiya
Ban baitha maahiya
Neendon se keh diya
Tu hi hai maahiya
Sapno se keh diya
Tu hi hai maahiya