
时间:2011-04-15
在手机上保存,获得更好体验
Mera Dil Tone Wale (From"Mela") - Shamshad Begum/Mukesh
Written by:Mukesh
Mere dil todne wale
Mere dil ki dua lena
Mita kar meri duniya ko
Nayi duniya basa lena
Mohabbat ki kasam
Tumko lagi dil ki bhuja lena
Hamari yaad jab aaye to
Do aansoo baha lena
Nahi aata wafao se
Hame daman bacha lena
Nahi aata wafao se
Hame daman bacha lena
Hame daman bacha lena
Tumhi par jaan de denge
Kisi din aajma lena
Mere dil todne wale
Mere dil ki dua lena
Mohabbat nam hai gham ka
Khushi se gham utha lena
Mohabbat nam hai gham ka
Khushi se gham utha lena
Khushi se gham utha lena
Agar dil ko na chain aaye
To kuchh ro ro ke gaa lena
Mita kar meri duniya ko
Nayi duniya basa lena
Hamari yaad jab aaye to
Do aansoo baha lena