
在手机上保存,获得更好体验
Day and night main tadpu ishq mein
Main bhi hun diwanon ke list mein
Jhatka khaya tujhko deke dil
Meri halat kharab
Romance ke naam pe bhagaya tune
Pyar ka lollipop chusaya tune
Hawa bhar gaya mere bheje mein
Tabhi toh girta hun sataaak
But I have confidence in muhabbat
Main all kinds of pyar
Main tumko all kinds of pyar
Main tumko all kinds of pyar karta hun
Tum kaho toh bandar ban ke dikhaun
Dil ke vaste hawa mein Gulati bhi khaun
Tumko all kinds of pyar
Karne ke liye marta hun
Kabhi bhi ye red dilwala pyar
Mera hoga na furr
Nahi utrega yeh pyar ka bhoot
Main hun tere liye very very good
Mummy kasam is dil ko sambhala hai
Only for you
Jo kabhi girls ke peeche bhaga nahi
Aaj voh loafer bana pucca premi
Maut se bhi darta nahi
Tumhara red dilwala pyar
Paane ko chadh gaya bhukhaar
Ke hollywood picture ka ban gaya hero hun
Tumne dekha kaise impress karta hun
Ishq mein risk lene wala gadha bhi hun
Toh main propose wala line maar deta hun
Main tumko all kinds of pyar karta hun